Friday, January 9, 2009

bavlee pavan

mai is upvan kee pavan bavlee ban gaee
puSp maire atthi va kaliynaa sahelee ban gaeen
badhna to nagwaar tha par is bageya men badh gaee
har pallv se har dalee se
har koopl se har kalee se
mai praath se sandhya tak kheltee khal rah gaee
jis pushp nejoo diya usee ko leke bah gayee


kaliyon ke Gunght kholna aik pahelee ban gaee
mai es bagiyaa kee pavan baavlee ban gayee

yahaan tak ki sichtee Buni kee gndh samete rah gayee
badhna too naagnwaar tha par is bagiyaa me bandh gayee

koee dekhe meraa bavla pan
koee dekhe meree mast lahar
jiske paas se gujartee huno

ek pyar kee pukar
ek madhoosh najr
ek ulahna bhrii saans
ek teekha vyng
sab kucg tha etnaa rngeen
mai usee me rang gaee
tum puochogai, tumnE rng kaise dekhi ?
too tum janoo unke komal sprsh se ,
yahee unkee vanii dhee
aur maire adrshy tdug hee meree siddhee

kintu mai kabhebhi idhr-udar nahee kartee hun
jahna joo milta hai hnstee hun, aage badh jatee hun,

na pichla na agla,
kewal vrtamaan meai jeetee hun \
pawn ke jhkorai kabhee sheetal pavn kai jhkore kabhee gram,
baavlee pavn hun kabhi edhr kabhee udhar huon,

har pushp kee kahanee, har pushp kee jabanee,
kaliyoon ka machlna, bhauroon kee rwaanee
shakhon par baiTHna, palllvo se ulajhna
yhee banai karN
inhoane banaya mujhE paagl,
main banee pavan baawlee,
main banee pawan baawlee

ITI

No comments:

Post a Comment